Main Zindagi ka saath nibhata chala gaya Lyrics

Are you looking for Main Zindagi ka saath nibhata chala gaya lyrics form movie Hum Dono ( 1961 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Main Zindagi ka saath nibhata chala gaya sung by our favourite singer Mohammed Rafi. This awesome song directed by Jai dev.


main zindagi ka saath nibhaata chala gaya
har fikar ko dhein mein udata chala gaya

har fikar ko dhein mein uda...

barbadiyon ka shok manana fizul tha-2
manana fizul tha-3
barbadiyon ka jashan manata chala gaya-2

har fikar ko dhein mein uda...

jo mil gaya usi ko muqaddar samajh liya-2
muqaddar samajh liya-2
jo kho gaya mein usko bhulata chala gaya

har fikar ko dhein mein uda...

gham aur khushi mein farq na mehsoos ho jahan-2
na mehsoos ho jahan-2
main dil ko us muqaam pe laata chala gaya-2

main zindagi ka saath nibhaata chala gaya
har fikar ko dhein mein udata chala gaya...!!!


Main Zindagi ka saath nibhata chala gaya - Song Info.

Hum Dono ( 1961 )
Singer: Mohammed Rafi
Music Directors: Jai dev
Lyricists:
 Love Song