Shayar Bana Diya Lyrics
Are you looking for Shayar Bana Diya lyrics form movie Yeh Ishq Nahin Aasaan ( 1984 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Shayar Bana Diya sung by our favourite singer Anwar Hussain. This awesome song written by Anand Bakshi and directed by Laxmikant Pyarelal.
hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
hmmmmmm hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
hmmmmmmmmm hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
ae shauqh nazneen, tu hai bahut haseen,
tujhko nahin khabar, main tujhko dekh kar,
hairaan ho gaya, kurbaan ho gaya,
chilman mein daud kar, tu chup gayi magar,
tere hijaab ne mujhe shayar bana diya,
shayar bana diya,
tere hijaab ne mujhe shayar bana diya,
shayar bana diya,
tere shabaab ne, tereee shabaaab ne mujhe shayar bana diya
shayar bana diya,
kashmir ka kamal, ya meer ki gazal,
kya tere naam hai, tujhko salaam hai,
rakhkhoonga umr bhar, yaadein sambhal kar
rakhkhoonga umr bhar, yaadein sambhal kar
pal bhar ke saath ki, is chand raat ki,
is mahtaab ne mujhe, shayar bana diya,
tere hijaab ne mujhe, sahayar bana diya,
shayar bana diya,
gustaaakh main nahi, lekin o mehjabeen,
kaise main chup rahu, jee chahein kuch kahu,
ye husn ye ada, tauba mere khuda,
ye husn ye ada, tauba mere khuda,
chehra kitaab sa, mukhda gulaab sa,
tu lajawaab hai, jannat ka khwaab hai,
jannat ke khwaab ne mujhe, shayar bana diya,
shayar bana diya,
tere shabaab ne, khaana kharab ne,
jannat ke khwaab ne, is mahtaab ne mujhe shayar bana diya
tere hijaab ne mujhe, shayar bana diya,
shayar bana diya.
Shayar Bana Diya - Song Info.
Yeh Ishq Nahin Aasaan ( 1984 )Singer: Anwar Hussain
Music Directors: Laxmikant Pyarelal
Lyricists: Anand Bakshi
Love Song
Lyric By Movies
Lyric By Category