Meherbaniyan Lyrics

Are you looking for Meherbaniyan lyrics form movie Veer ( 2009 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Meherbaniyan sung by our favourite singer Sonu Nigam. This awesome song written by Gulzar and directed by Sajid Wajid.


kitne rang aate jaate hai
aapke do rukhsaron par

aaree kitne rang aate jaate hai
aapke do rukhsaron par

ek haya ka rang gulabi
dhoop chadi kohsaaro per

kitne rang aate jaate hai
aapke do rukhsaron par
aare ek ada maasoom hai
har ek ada meherbaan

meherbaaniyan haye
meherbaaniyan
azi meherbaaniyan
badi meherbaaniyan

meherbaaniyan haye
azi meherbaaniyan
badi meherbaaniyan

raat ki baat hai
baat hai mere khawab ki
aadhi raat ko
haan zara zara halka
zara zara chalka
aasman pe raat ko
aap the ya pura chand tha
aadhi raat ko
haan zara zara halka
zara zara chalka

aaree kitne rang aate jaate hai
aapke do rukhsaron par
aare ek ada maasoom hai
har ek ada meherbaan

meherbaaniyan haye
meherbaaniyan
azi meherbaaniyan
badi meherbaaniyan

meherbaaniyan haye
azi meherbaaniyan
badi meherbaaniyan

kisssko hosh hai
hosh hai kissko ishq mein
dil madhosh hai
re pade aankh kahin
re pade pao kahin
madhoshi mein hosh hai
aap hai mere samne
aree mujhko tham lo zara
re pade aankh kahin
re pade pao kahin



aaree kitne rang aate jaate hai
aapke do rukhsaron par
aare ek ada maasoom hai
har ek ada meherbaan

meherbaaniyan haye
meherbaaniyan
azi meherbaaniyan
badi meherbaaniyan

meherbaaniyan haye
azi meherbaaniyan
badi meherbaaniyan


Meherbaniyan - Song Info.

Veer ( 2009 )
Singer: Sonu Nigam
Music Directors: Sajid Wajid
Lyricists: Gulzar
 Happy