Haan Main Jitni Martaba Remix Lyrics

Are you looking for Haan Main Jitni Martaba Remix lyrics form movie All The Best ( 2009 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Haan Main Jitni Martaba Remix sung by our favourite singer KK Yashita. This awesome song written by Kumaar and directed by Pritam Chakraborty Remix by Dj A-Myth.


haan mein jitni martaba
tujhe hoon dekhta yeh
lagtaa hai mujhe
haan haan haan tujhe hi dekh ke
meri saansein chalein
bataadun mein tujhe

haan haan haan mein jitni martaba
tujhe hoon dekhta yeh
lagtaa hai mujhe
haan haan haan tujhe hi dekh ke
meri saansein chalein
bataadun mein tujhe

haan tu jeene ki vajah
dikhe tu har jagah
nazar jaaye jahan

haan haan haan tere saath hi
chalegi har ghadi
yeh meri daastan


haan haan haan mein jitni martaba
tujhe hoon dekhta yeh
lagtaa hai mujhe
haan haan haan tujhe hi dekh ke
meri saansein chalein
bataadun mein tujhe



haan kya galti hai meri
jo baaton mein teri
aa gaya aa gaya dil mera

haan zamana chhodke
hamesha ke liye
ho gaya ho gaya dil tera



haan tu mera pyaar hai
mera dil daar hai
tu mera hai jahan

haan haan haan
yeh lamhe khas hain
jo hum tum paass hain
nahi hai duriyaan

haan haan haan mein jitni martaba
tujhe hoon dekhta yeh
lagtaa hai mujhe
haan haan haan tujhe hi dekh ke
meri saansein chalein
bataadun mein tujhe
lyricsma st i.com

haan nigaahon mein rahun
ya baahon mein rahun
mein kabhi na kahin pe jaaun
haan iraada hai mera
yeh vaada hai mera
naa kabhi main tujhe tadpaun

haan
tujhe main dun khushi
tu meri hai zameen
tu hi hai aasmaa

haan haan haan yeh meri zindagi
hai tujh mein hai kahin
hai jana kahan

haan mein jitni martaba
tujhe hoon dekhta yeh

lagtaa hai mujhe
haan haan haan tujhe hi dekh ke
meri saansein chalein
bataadun mein tujhe


haan tu jeene ki vajah
dikhe tu har jagah
nazar jaaye jahan
aa aaa aa ki tere saath hi
chalegi har ghadi
yeh meri daastan


haan haan haan mein jitni martaba
tujhe hoon dekhta yeh
lagtaa hai mujhe
haan haan haan tujhe hi dekh ke
meri saansein chalein
bataadun mein tujhe
l y ric s masti.com


Haan Main Jitni Martaba Remix - Song Info.

All The Best ( 2009 )
Singer: KK Yashita
Music Directors: Pritam Chakraborty Remix by Dj A-Myth
Lyricists: Kumaar
 Remixes