Morey Saiyan Lyrics

Are you looking for Morey Saiyan lyrics form movie Teree Sang ( 2009 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Morey Saiyan sung by our favourite singer Jigar & Sachin. This awesome song written by Sameer and directed by Jigar & Sachin.


morey saiyaan...
morey saiyaan....
pura saath nibhaana jaana
bich mein chood na dena
dil ko dil se lagaake jaana
dil ko tod na dena ho..
[yeh dil kehata hai
is dil mein tu hi rehata hai] - 2
morey saiyaan...
morey saiyaan...
morey saiyaan...
morey saiyaan...


tere ishq ke khatir jaana
zakhm main saare sahunga
waada hai yeh nibhaana jaana
tere sang rahunga
[yeh dil kehata hai
is dil mein tu hi rehata hai] - 2
morey saiyaan...
morey saiyaan...
morey saiyaan...
morey saiyaan...


ulfat ke afsaano mein
shiddat jo ho jaaye shaamil
aasaan ho jaaye yeh safar
kadmon ko chum le manzil
[yeh dil kehata hai
is dil mein tu hi rehata hai] - 2
morey saiyaan...
morey saiyaan...
morey saiyaan...
morey saiyaan...
pura saath nibhaana jaana
bich mein chood na dena
dil ko dil se lagaake jana
dil ko tod na dena


Morey Saiyan - Song Info.

Teree Sang ( 2009 )
Singer: Jigar & Sachin
Music Directors: Jigar & Sachin
Lyricists: Sameer
 Love Song