Kal Nau Baje Lyrics

Are you looking for Kal Nau Baje lyrics form movie Short Cut ( 2009 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Kal Nau Baje sung by our favourite singer Sonu Nigam And Alka Yagnik. This awesome song written by Javed Akhtar and directed by Shankar Eshaan Loy.


kal nau baje
tum chand dekhna
main bhi dekhunga
aur yun dono ki nigahein
chand per mil jayengi

kal nau baje
tum chand dekhna
main bhi dekhungi
aur yun dono ki nigahein
chand per mil jayengi



kal nau baje

kaun keh sakta hai
kal main hoon kahan
tum ho kahan

kaun keh sakta hai
kal main hoon kahan
tum ho kahan

chand lekin yehin nikalega
yahan aur wahan
chand iss chehere ko aaina dekha hi dega

chahati hoon main
tuhein
chand gawahi dega

kal nau baje
tum chand dekhna

main bhi dekhungi
aur yun dono ki nigahein
chand per mil jayengi
kal nau baje


tum mere saath ho to
chain se yeh
tan man hai
tum mere saath ho to
chain se yeh
tan man hai

tum mere saath ho to
raahein sabhi roshan hai

tum na hoge to
andhera yahan cha jayega
tum na ghabrana ki phir chand yahan nikal aayega

kal nau baje

kal nau baje
tum chand dekhna
main bhi dekhungi
aur yun dono ki nigahein
chand per mil jayengi
kal nau baje


kal nau baje
tum chand dekhna

main bhi dekhungi
aur yun dono ki nigahein
chand per mil jayengi
kal nau baje


aur yun dono ki nigahein
chand per mil jayengi


Kal Nau Baje - Song Info.

Short Cut ( 2009 )
Singer: Sonu Nigam And Alka Yagnik
Music Directors: Shankar Eshaan Loy
Lyricists: Javed Akhtar
 Love Song