Jaanemaan Jaanemaan Lyrics
Are you looking for Jaanemaan Jaanemaan lyrics form movie Radio ( 2009 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Jaanemaan Jaanemaan sung by our favourite singer Himesh Reshmiya,Shreya Ghoshal. This awesome song written by Subrat Sinha and directed by Himesh Reshmiya.
jaaaaaaaaaaaneeeeemaan
jaanemaan
jaaaaaaaaaaaneeeeemaan
jaanemaan
ek naam tumhara lekar
hum jeete hain marte hain
yeh ishq nibha dena tum
guzarish yeh karte hai
jaaaaaaaaaaaneeeeemaan
ho jaanemaan
jaaaaaaaaaaaneeeeemaan
ho jaanemaan
ek naam tumhara lekar
hum jeete hain marte hain
yeh ishq nibha dena tum
guzarish yeh karte hai
jaaaaaaaaaaaneeeeemaan
ho jaanemaan
tum khush ho to hum bhi yun khush rehte hain
tum rutho to hum khud se ruthe rehte hain
yeh jaan lo bas tumse hi
hum apni khabar rakhte hain
tum bhul na jaana hum ko
guzarish yeh karte hain
jaaaaaaaaaaaneeeeemaan
ho jaanemaan
jitna bhi hum tumko
chaahe kum
lagta hai
yeh ishq isliye to pal pal bhadta hai
tumse hi iss jeevan ka
hum sara bharam rakhte hain
tum tod naa dena isko
guzarish yeh karte hain
jaaaaaaaaaaaneeeeemaan
ho jaanemaan
jaaaaaaaaaaaneeeeemaan
jaanemaan
Jaanemaan Jaanemaan - Song Info.
Radio ( 2009 )Singer: Himesh Reshmiya,Shreya Ghoshal
Music Directors: Himesh Reshmiya
Lyricists: Subrat Sinha
Sad
Lyric By Movies
Lyric By Category