Aati Kya Khandala Lyrics

Are you looking for Aati Kya Khandala lyrics form movie Ghulam ( 1998 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Aati Kya Khandala sung by our favourite singer Aamir Khan , Alka Yagnik. This awesome song written by Nitin Raikwar. and directed by Jatin -Lalit.


aey, kya bolti tu
aey, kya mein bolun
sun,
suna,
aati kya khandala
kya,karoon, aake mein khandala,
arey ghoomenge phirenge nachenge gaaenge
aish karenge aur kya
aey, kya bolti tu
aey, kya mein bolun

barsaat ka season hai khandala jaake kya karna
barsaat ke season mein hi to mazaa hai meri maina
bheegungi mein sardi khaansi ho jayegi mujhko
chhata leke jayenge paagal samjhi kya mujhko
kya karoon samajh mein aaye na
kya kahoon tujhse mein jaanu na
arey itna tu kyun soche
mein aage tu peeche
bas ab nikalte hain, aur kya

aey, kya bolti tu
aey, kya mein bolun

lonavle mein chikki khaenge
waterfall pe jayenge
khandala ke ghat ke ooper
photu kheechke aaenge
haan bhi karta naa bhi karta
dil mera deewana
dil bhi sala party badle
kaisa hai jamana
phone laga tu apne dil ko jara
pooch le aakhir hai kya majra
arey pal mein phisalta hai
pal mein sambhalta hai
confuse karta hai, bas kya

aey, kya bolti tu
aey, kya mein bolun
sun,
suna,
aati kya khandala
kya,karoon, aake mein khandala,
arey ghoomenge phirenge nachenge gaaenge
aish karenge aur kya


Aati Kya Khandala - Song Info.

Ghulam ( 1998 )
Singer: Aamir Khan , Alka Yagnik
Music Directors: Jatin -Lalit
Lyricists: Nitin Raikwar.
 Love Song