Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai (Woh Ho Tum) Lyrics

Are you looking for Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai (Woh Ho Tum) lyrics form movie Muskaan ( 2004 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai (Woh Ho Tum) sung by our favourite singer Sonu Niigam,Anuradha Paudwal. This awesome song written by Sameer and directed by Nikhil Vinay.


maine jisko dil yeh diya hai, dil yeh diya hai
maine jisko pyaar kiya hai, jisko pyaar kiya hai
maine jisko dil yeh diya hai
maine jisko pyaar kiya hai
woh ho tum woh ho tum, woh ho tum woh ho tum - 2

maine jisko dil yeh diya hai, dil yeh diya hai
maine jisko pyaar kiya hai, jisko pyaar kiya hai
maine jisko dil yeh diya hai
maine jisko pyaar kiya hai


woh ho tum woh ho tum, woh ho tum woh ho tum - 2

maine jisko dil yeh diya hai

tumhein paake dilbar mujhe lag raha hai
meri zindagi mein na ab kuch kami hai
ho o o
tumhein paake dilbar mujhe lag raha hai
meri zindagi mein na ab kuch kami hai
tumhaare labon pe jo bikhri kali hai
woh shabnam nahin hai
wafa ki nami hai

[jisne mera chain liya hai
mera chain liya hai ] 2

maine jisko dil yeh diya hai
maine jisko pyaar kiya hai

woh ho tum woh ho tum
woh ho tum woh ho tum

woh ho tum woh ho tum
woh ho tum woh ho tum

maine jisko dil yeh diya hai

sambhaala tha maine bahut apne dil ko
magar yeh deewaana machalne laga hai
oh
sambhaala tha maine bahut apne dil ko
magar yeh deewaana machalne laga hai
mili teri meri nazar jab se dilbar
khayaalon ka mausam badalne laga hai
[mere bas mein na mera jiya hai
mera jiya hai ] 2

maine jisko dil yeh diya hai
maine jisko pyaar kiya hai
woh ho tum woh ho tum
woh ho tum woh ho tum

woh ho tum woh ho tum
woh ho tum woh ho tum

maine jisko dil yeh diya hai
dil yeh diya hai

maine jisko pyaar kiya hai
jisko pyaar kiya hai

maine jisko dil yeh diya hai
maine jisko pyaar kiya hai

woh ho tum woh ho tum
woh ho tum woh ho tum

woh ho tum woh ho tum
woh ho tum woh ho tum


Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai (Woh Ho Tum) - Song Info.

Muskaan ( 2004 )
Singer: Sonu Niigam,Anuradha Paudwal
Music Directors: Nikhil Vinay
Lyricists: Sameer
 Love Song