Aisi Sazaa Lyrics

Are you looking for Aisi Sazaa lyrics form movie Gulaal ( 2009 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Aisi Sazaa sung by our favourite singer Shilpa Rao. This awesome song written by Piyush Mishra and directed by Piyush Mishra.


aisi sazaa deti hawaa, tanhai bhi tanha nahi
aisi sazaa deti hawaa, tanhai bhi tanha nahi

neenden bhi ab sone gayi
raaton ko bhi parvaah nahi
aise mein baarish ki boondon se apni
saanson ko sehla bhi do
www.
badhti hawaon ke jhokho se dil ko
nagma koi laa bhi do
palko ki kono pe baaithi nami ko
dheeme se pighla bhi do
aaaaaaa.yeh zindagi aisi hi thi
tumne kabhi jaana nahi

jeevan ki rahon mein aana ya jaana
bata ke nahi hota hai
jaate kahin hai magar jaante naa
ki aana wahin hota hai
khone ki zid mein yeh kyu bhoolte ho
ki paana bhi hota hai
wo pal abhi waisa hi hai

choda tha jo jaisa wahi
aisi sazaa deti hawaa
tanhai bhi tanha nahi
neenden bhi ab sone gayi
raaton ko bhi parvaah nahi..


Aisi Sazaa - Song Info.

Gulaal ( 2009 )
Singer: Shilpa Rao
Music Directors: Piyush Mishra
Lyricists: Piyush Mishra
 Sad