Pahle Toh Meri Inn Ankhon Lyrics

Are you looking for Pahle Toh Meri Inn Ankhon lyrics form movie Mere Khwabon Mein Jo Aaye ( 2009 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Pahle Toh Meri Inn Ankhon sung by our favourite singer Shreya Ghoshal. This awesome song written by Javed Akhtar and directed by Lalit Pandit.


pahle toh meri inn aankhon per baaras gaye sapne
phir dekha toh raahon mein hai naye naye sapne
abb dil hai rasta hai manzil hai aur hai yeh sapne
jaana hai wahan le jaye jahan sapne

jaagi jaagi zindagi hai
ujali ujali roshini hai
lo isharein karein sab dishayein
lo pukarein hummein sab hawaein
hone ko hai abb sach yahan sapne


pahle toh meri inn aankhon per baaras gaye sapne
phir dekha toh raahon mein hai naye naye sapne
abb dil hai rasta hai manzil hai aur hai yeh sapne
jaana hai wahan le jaye jahan sapne

meri nai aankhein hai
ya duniya hi badli hai
main chahe jidhar bhi dekhun
kuch rang naye hai chalkein

naya naya sa amber
aur nai si yeh dharti hai
hai badal rahe abb jaise
yeh ruth bhi halke halke


mujhse yeh nazarein
poochte hai saaare
tune itne anokhe paaye kahan sapne

pahle toh meri inn aankhon per baaras gaye sapne
phir dekha toh raahon mein hai naye naye sapne
abb dil hai rasta hai manzil hai aur hai yeh sapne
jaana hai wahan le jaye jahan sapne

door se mein kyun dekhun
yeh waqt ka behata dariyan
kyun mein darun majdharon se
kyun baithi rahun kirane
kab tak mein khelun gi phoolon aur kaliyon se
kyun na tod ke mein le aau
akash se taare saare

mujhse yeh nazarein
poochte hai saaare
tune itne anokhe paaye kahan sapne

pahle toh meri inn aankhon per baaras gaye sapne
phir dekha toh raahon mein hai naye naye sapne
abb dil hai rasta hai manzil hai aur hai yeh sapne
jaana hai wahan le jaye jahan sapne

jaagi jaagi zindagi hai
ujali ujali roshini hai
lo isharein karein sab dishayein
lo pukarein hummein sab hawaein
hone ko hai abb sach yahan sapne

hone ko hai abb sach yahan sapne
hone ko hai abb sach yahan sapne


Pahle Toh Meri Inn Ankhon - Song Info.

Mere Khwabon Mein Jo Aaye ( 2009 )
Singer: Shreya Ghoshal
Music Directors: Lalit Pandit
Lyricists: Javed Akhtar
 Happy