Deewana Dil Lyrics

Are you looking for Deewana Dil lyrics form movie Inteha ( 2003 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Deewana Dil sung by our favourite singer Shreya Ghoshal. This awesome song written by Dev Kohli and directed by Anu Malik.


deewana dil jaantaa nahin
rokaa ise maantaa nahin
phir ishq mein lo kho gayaa anjaan hai naadaan hai
tabaah ho gayaa
deewana dil jaantaa nahin
ho rokaa ise maantaa nahin

jaane kahaan hai jaanaa deewana
chalaa hai leke tinke kaa leke sahaaraa
taubaa taubaa kyaa hogaa kise ye pataa hai
hai kaun dushaman tumhaaraa
raastaa nayaa manzilein nayee
rang laayegi tere dil ki lagi
deewana dil jaantaa nahin
rokaa ise maantaa nahin
phir ishq mein lo kho gayaa anjaan hai naadaan hai
tabaah ho gayaa

ye kahaani suhaani safar ye suhaanaa
ban hi na jaaye fasaanaa
ye nigaahein churaanaa nigaahein milaanaa
ye khel hai ik puraanaa
is khel mein jaaneman kyaa hogaa kisko khabar
qaatil hai jaanejigar qaatil hai uski nazar
deewana dil jaantaa nahin
rokaa ise, maantaa nahin
phir ishq mein lo kho gayaa anjaan hai naadaan hai
tabaah ho gayaa


Deewana Dil - Song Info.

Inteha ( 2003 )
Singer: Shreya Ghoshal
Music Directors: Anu Malik
Lyricists: Dev Kohli
 Happy