Deewana Dil Deewana Lyrics

Are you looking for Deewana Dil Deewana lyrics form movie Kabhi Haan Kabhi Naa ( 1994 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Deewana Dil Deewana sung by our favourite singer Udit Narayan Amit Kumar. This awesome song written by Majrooh Sultanpuri and directed by Jatin Lalit.


deewana dil deewana, deewana dil deewana
kab se kare hai tera intezaar, kab aayengi meri jane bahar
ke jitna hi behlau, yeh utna hi machalta hai dil.
deewana dil deewana, deewana dil deewana

andaaz dikhlati saaton tarah ke, jalwe lutati hue 2
aati hogi mausam ke saath gulshan khilati hui
aa bhi jaa, ab jaane ja.
deewana dil deewana, deewana dil deewana

dil se laga kar ke rakhha ab tak, resham ka tera rumaal 2
aage kahoon kya jaaneman aa dekh ja mera haal
aa bhi ja ab jaane ja
deewana dil deewana, deewana dil deewana

tuta sitara to maanga tha rab se, tujhko hi jaane wafa 2
jo tut jaye tare tamam, mango wahi ek dua
aa bhi jaa ab jaane ja
deewana dil deewana, deewana dil deewana
kab se kare hai tera intezaar, kab aayengi meri jane bahar
ke jitna hi behlau, yeh utna hi machalta hai dil.
deewana dil deewana, deewana dil deewana


Deewana Dil Deewana - Song Info.

Kabhi Haan Kabhi Naa ( 1994 )
Singer: Udit Narayan Amit Kumar
Music Directors: Jatin Lalit
Lyricists: Majrooh Sultanpuri
 Happy