Hamse Hai Sara Jahan Lyrics

Are you looking for Hamse Hai Sara Jahan lyrics form movie Jo Jeeta Wohi Sikandar ( 1992 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Hamse Hai Sara Jahan . This awesome song directed by Jatin -Lalit.


deewane hum yaar ke parwaane hum pyaar ke
humse hain nagme jawaan
humse hai saara jahan

deewane hum yaar ke parwaane hum pyaar ke
humse hain nagme jawaan
humse hai saara jahan
humse hai saara jahan

gumsum hon agar hum to ghata chhaye
muskaaye to veerane sanwar jaayein
oh gumsum hon agar hum to ghata chhaye
muskaaye to veerane sanwar jaayein
hum aise hain mastaane
har koi humko maane
hum aise hain mastaane
har koi humko maane
ho humse hai saara jahan
ho humse hai saara jahan

deewane hum yaar ke parwaane hum pyaar ke
humse hain nagme jawaan
humse hai saara jahan
humse hai saara jahan

raaton ke andhere mein jidahr dekho
ujaale savere mein jidhar dekho
oh raaton ke andhere mein jidahr dekho
ujaale savere mein jidhar dekho
to hum hi hum milte hain
hum jaise kam milte hain
to hum hi hum milte hain
hum jaise kam milte hain
ho humse hai saara jahan
ho humse hai saara jahan

deewane hum yaar ke parwaane hum pyaar ke
humse hain nagme jawaan
humse hai saara jahan
humse hai saara jahan.


Hamse Hai Sara Jahan - Song Info.

Jo Jeeta Wohi Sikandar ( 1992 )
Singer:
Music Directors: Jatin -Lalit
Lyricists:
 Happy