Kya Khoya Kya Paya Lyrics

Are you looking for Kya Khoya Kya Paya lyrics form movie Samvedna ( Atal Bihari Vajpayee )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Kya Khoya Kya Paya sung by our favourite singer Jagjit Singh. This awesome song written by Javed Akhtar,Atal Bihari Vajpayee and directed by Jagjit Singh.


kya khoya kya paya jag mein
milte aur bichadte pag mein

kya khoya kya paya jag mein
milte aur bichadte pag mein

mujhe kisi se nahi
shikayat
yadhyapi chala gaya pag pag mein

ek dhristi beeti per daaale
yaado ki potli tatole

ek dhristi beeti per daaale
yaado ki potli tatole


apne hi maan se kuch bolein
apne hi maan se kuch bolein


prithvi lakho varsh purani
jeevan ek annant kahani

prithvi lakho varsh purani
jeevan ek annant kahani

per tan ki apni seemaye
yadhyapi sua sardon ki vani

itna kabhi hai anteem dastak per
khud darwaza khole

itna kabhi hai anteem dastak per
khud darwaza khole

apne hi maan se kuch bolein
apne hi maan se kuch bolein


janam maran ka abhivat phera
jeevan banjaro ka dera
janam maran ka abhivat pheera
jeevan banjaro ka dera

aaj yahan kal kahan kuch hai
kaun janta kidhar savera

andiyara aakash aseemit
parno ke pankhon ko taule

andiyara aakash aseemit
parno ke pankhon ko taule

apne hi maan se kuch bolein
apne hi maan se kuch bolein

apne hi maan se kuch bolein


Kya Khoya Kya Paya - Song Info.

Samvedna ( Atal Bihari Vajpayee )
Singer: Jagjit Singh
Music Directors: Jagjit Singh
Lyricists: Javed Akhtar,Atal Bihari Vajpayee
 Ghazals