Chandaniya Nadiya Beech Nahaaye Lyrics

Are you looking for Chandaniya Nadiya Beech Nahaaye lyrics form movie Anjaan ( 1952 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Chandaniya Nadiya Beech Nahaaye sung by our favourite singer Hemant Kumar. This awesome song written by Rajendra Krishan and directed by Hemant Kumar.


(chandaniya nadiya beech nahaaye, o shital jal men aag lagaaye
ke chanda dekh dekh muskaaye, ho raama, ho raama ho)-2











(puchh rahi hai lahar lahar se, kaun hai ye matavaali)-2
tan ki gori chanchal chhori, gende ki ek daali
o...o...o...o...
roop ki chadhati, dhoop sunahera rang aaj barasaaye
ho raama, ho raama ho











chandaniya nadiya beech nahaaye, o shital jal men aag lagaaye
ke chanda dekh dekh muskaaye, ho raama, ho raama ho











(parabat parabat ghoom ke aayi, ye alabeli dhaara)-2
kya jaane kis aasamaan se toota hai ye taara
o.... o.... o....
shola banake, phool kanval ka, jal men bahata jaaye
ho raama, ho raama ho











chandaniya nadiya beech nahaaye, o shital jal men aag lagaaye
ke chanda dekh dekh muskaaye, ho raama, ho raama ho

courtesy:
http://www.youtube.com/watch?v=ovzve1pvy6m
**********************************

(चन्दनिया नदिया बीच नहाये, ओ शीतल जल में आग लगाये
के चन्दा देख देख मुस्काये, हो रामा, हो रामा हो)-२











(पूछ रही है लहर लहर से, कौन है ये मतवाली)-२
तन की गोरी चंचल छोरी, गेंदे की एक डाली
ओ...ओ...ओ...ओ...
रूप की चढ़ती, धूप सुनहेरा रंग आज बरसाये
हो रामा, हो रामा हो











चन्दनिया नदिया बीच नहाये, ओ शीतल जल में आग लगाये
के चन्दा देख देख मुस्काये, हो रामा हो रामा हो











(परबत परबत घूम के आयी, ये अलबेली धारा)-२
क्या जाने किस आसमान से टूटा है ये तारा
ओ.... ओ.... ओ....
शोला बनके, फूल कंवल का, जल में बहता जाये
हो रामा, हो रामा हो











चन्दनिया नदिया बीच नहाये, ओ शीतल जल में आग लगाये
के चन्दा देख देख मुस्काये, हो रामा, हो रामा हो
---------------------------------------------------
[submitted on 19-nov-2008]


Chandaniya Nadiya Beech Nahaaye - Song Info.

Anjaan ( 1952 )
Singer: Hemant Kumar
Music Directors: Hemant Kumar
Lyricists: Rajendra Krishan
 Love Song