Jane Jaan Jane Jaan Lyrics

Are you looking for Jane Jaan Jane Jaan lyrics form movie Anari ( 1993 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Jane Jaan Jane Jaan sung by our favourite singer Sadhana Sargam. This awesome song written by Sameer and directed by Anand Milind.


jaane jaan jaane jaan
rab tere duhai
yeh kaise judai
jaane jaan jaane jaan
aaja na aaja na
rab teri duhai
yeh kaise judai

khoon-e-jigar yeh kehta hai
tu dil mein rehta hai
jaane jaan jaane jaan
aaja na aaja na


teri liye gum sahu
sare mein sitam sahu
saajna saaajnaa mere saajna
khud ko mitaungi mar ke deekhaungi
balma balma
kehta hai mera jiya
mera tan man piya
hai tera hai tera

mane ya na mane koi
jaane ya na jane koi
tu mera tu mera
bandha ko jise tode
aisa nahi hai yeh bandan

tere naam leekh dala mein to yeh mera jeevan
bin tere na jee paun
ghoot ghoot ke mein mar jaun

jaane jaan jaane jaan
rab tere duhai
yeh kaise judai
jaane jaan jaane jaan
aaja na aaja na
rab teri duhai
yeh kaise judai


khoon-e-jigar yeh kehta hai
tu dil mein rehta hai
jaane jaan jaane jaan
aaja na aaja na


saari zindagani
leekhun
lahu se kahani leekhun
pyaar ki pyaar ki
kuch bhi zaamana kare
yaadein na bhoolun
yaar ki yaar ki

rasmein jahan ki sab
kasmein jahan ki
tod dun tod dun
tere liye saathi mere
has ke mein sara jag
chod dun chod dun
zulmo ki saalokhon mein
mujhko nahi hai aab rehna
dard yeh beechadne ka
mujhko nahi hai aab sahena
kasti ka kinara hai
tu mere sahara hai

jaane jaan jaane jaan
rab tere duhai
yeh kaise judai
jaane jaan jaane jaan
aaja na aaja na
rab teri duhai
yeh kaise judai

khoon-e-jigar yeh kehta hai
tu dil mein rehta hai
jaane jaan jaane jaan
aaja na aaja na


Jane Jaan Jane Jaan - Song Info.

Anari ( 1993 )
Singer: Sadhana Sargam
Music Directors: Anand Milind
Lyricists: Sameer
 Sad