Yeh Karein Aur woh Karien Lyrics

Are you looking for Yeh Karein Aur woh Karien lyrics form movie Best of Jagjit Singh Chitra ( 2008 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Yeh Karein Aur woh Karien sung by our favourite singer Jagjit Singh & Chitra. This awesome song written by Jagjit Singh and directed by Jagjit Singh.


yeh karein aur woh karien
aisa karein waisa karein

yeh karein aur woh karien
aisa karein waisa karein

zindagi do din ki hai
zindagi do din ki hai
do din hum kya kya karein

yeh karein aur woh karien
aisa karein waisa karein

zindagi do din ki hai
do din hum kya kya karein



yeh karein aur woh karien

jee mein aata hai ki dee
parde se parda ka jawaab
jee mein aata hai ki dee
parde se parda ka jawaab

hum se woh parda karein
hum se woh parda karein
duniya se hum parda karein

yeh karein aur woh karien
aisa karein waisa karein

zindagi do din ki hai
do din hum kya kya karein
yeh karein aur woh karien



sun raha hoon kuch lootere
aa gaye hai sehar mein
sun raha hoon kuch lootere
aa gaye hai sehar mein

app jaldi band apne
app jaldi band apne
ghar ka darwaza karein



yeh karein aur woh karien
aisa karein waisa karein

zindagi do din ki hai
do din hum kya kya karein
yeh karein aur woh karien


is purani bewafa duniya ka rona kab talak
is purani bewafa duniya ka rona kab talak

aaiye mil jul ke ek
aaiye mil jul ke ek

duniye nai paida karein

yeh karein aur woh karien
aisa karein waisa karein

zindagi do din ki hai
do din hum kya kya karein
yeh karein aur woh karien


Yeh Karein Aur woh Karien - Song Info.

Best of Jagjit Singh Chitra ( 2008 )
Singer: Jagjit Singh & Chitra
Music Directors: Jagjit Singh
Lyricists: Jagjit Singh
 Ghazals