Mein yaha tu waha Lyrics

Are you looking for Mein yaha tu waha lyrics form movie Baghban ( 2003 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Mein yaha tu waha sung by our favourite singer Amitabh Bachan. This awesome song written by gulzar and directed by ismail darbar.


mein yahaan tu waha
zindagi hain kaha,
mein yahaan tu waha
zindagi hain kaha
tu hi tu hain sanam dekhta hoon jahan,
neend aati nahi yaad jaati nahi
bin tere jiye jaaye naa.

teri surat ab ek pal
kyun nazar se hatti nahi,
raat din toh kat jaate hain
umr tanha katti nahi,
chahke bhi na kuch keh saku tujhse mein
dard kaise karoon mein bayaan.

mein yahaan tu waha
zindagi hain kaha.......

jab kahin bhi aahat hui,
yun laga ki tu aagaya
khusbu oan ke jhoke ki tarah
meri saasein mehka gaya,
ek woh daur tha hum sada paas the,
ab toh hain faasle darmiyaan.

mein yaha tu waha,
zindagi hain kaha......

beetein baatein yaad aati hain,
jab akela hota hoon mein,
bolti hain khamoshiyaan ,
sabse chupke rota hoon mein,
ek arsaa hua muskuraaen hue,
aasoon oan mein dhali daastaan.

mein yaha tu waha
zindagi hain kaha.....


Mein yaha tu waha - Song Info.

Baghban ( 2003 )
Singer: Amitabh Bachan
Music Directors: ismail darbar
Lyricists: gulzar
 Sad