Jaane Tu Mera Kya Hai (Aditi) Lyrics

Are you looking for Jaane Tu Mera Kya Hai (Aditi) lyrics form movie Jaane Tu ...Ya Jaane Na ( 2008 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Jaane Tu Mera Kya Hai (Aditi) sung by our favourite singer Runa Rizvi. This awesome song written by Abbas Tyrewala and directed by A.R.Rehman.


jaane tu mera kya hai
jaane tu mera kya tha
tu hi mera har pal
tu hi har lamha tha

jaane kaisi kasish hai
jaane kaisi khalish hai
kyun yeh saans thami hai
ankhon mein kyun nami hai

hai dosti humko yakin tha
dost aur kuch bhi nahi tha

hai yeh kaisa dard naya sa
kyun dil lagta tuta tuta sa

hai jaana dil jaana
kaise mene na jana
ke pyaar yehi hai
yeh jaane tu ya jaane na

jaana dil jaana
kaise tune na jana
ke pyaar yehi hai
haaan jaane tu ya jaane na


jaane tu mera kya hai
jaane tu mera kya tha
tu hi mera har pal

tu hi har lamha tha

hoti tujhse subah har din ki
teri dopher se shaam ki dhun thi
hoti thi raatein tere baaton mein khoye
teri khayalon mein hi jaage aur soye

tu jo nahi to kya raha

jaane tu mera kya hai
jaane tu mera kya tha
tu hi mera har pal
tu hi har lamha tha

hai jaana dil jaana
kaise mene na jana
ke pyaar yehi hai
yeh jaane tu ya jaane na

jaana dil jaana
kaise tune na jana

ke pyaar yehi hai
haaan jaane tu ya jaane na


Jaane Tu Mera Kya Hai (Aditi) - Song Info.

Jaane Tu ...Ya Jaane Na ( 2008 )
Singer: Runa Rizvi
Music Directors: A.R.Rehman
Lyricists: Abbas Tyrewala
 Sad