Kuch Log Yahan Par Aaise Hain Lyrics

Are you looking for Kuch Log Yahan Par Aaise Hain lyrics form movie Vardaan ( 1974 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Kuch Log Yahan Par Aaise Hain sung by our favourite singer Mohammad Rafi. This awesome song written by Verma Malik and directed by Kalyanji Anandji.


kuch log yahan par aaise hain
har rang me rang badaltey hain
hum unko aur samajtey hain
par woh kuch aur nikaltey hain
kuch log yahan par aise hain

apne matlab se matlab hai
kisi aur se einko kya matlab
begaane se ban jaatey hain
jab nikal jaye einka matlab
koi kaise einke saath chaley
har modh pe raha badaltey hain
kuch log yahan par aaise hain

humse yeh kitni bhool hui
pahele na inhey pechan sakhey
jab uth gaya parda chehrey se
tab asli surat jaan sakhey
kya milta hai ein logon ko
jaane kyon aisa kartey hain
kuch log yahan par aaise hain


Kuch Log Yahan Par Aaise Hain - Song Info.

Vardaan ( 1974 )
Singer: Mohammad Rafi
Music Directors: Kalyanji Anandji
Lyricists: Verma Malik
 Sad