Usko Nahin Dekha Hamne Kabhi Lyrics

Are you looking for Usko Nahin Dekha Hamne Kabhi lyrics form movie Daadi Maa ( 1966 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Usko Nahin Dekha Hamne Kabhi sung by our favourite singer Manna Dey, Mahendra Kapoor. This awesome song written by Indivar and directed by Roshan.


usko nahin dekha hamne kabhi
par uski jaroorat kya hogi eh maa
eh maa teri surat se alag
bhagwan ki surat kya hogi kya hogi
usko nahin dekha hamne kabhi

insaan toh kya devta bhi
anchal me pahley tere
hai swarg ishi duniya mein kadmo ke tahley tere
mamta hi lootaye jis pe naiyan
aisi koi moorat kya hogi eh maa
eh maa teri surat se alag
bhagwan ki surat kya hogi kya hogi
usko nahin dekha hamne kabhi

kyon dhoop jalaye dukhon ki
kyon ghum ki ghata barse
yeh haath duaon waley rahtey hai sadha sar pe
tu hai toh andhere path me hamey
suraj ki jaroorat kya hogi eh maa
eh maa teri surat se alag
bhagwan ki surat kya hogi
usko nahin dekha hamne kabhi

kahetey hain teri shaan me toh
koi oonchey bhol nahin
bhagwan ke pas bhi maata tere pyar ka mohl nahin
hum to yehi jaane tujhse badi
sansar ki daulat kya hogi eh maa
eh maa teri surat se alag
bhagwan ki surat kya hogi kya hogi
usko nahin dekha hamne kabhi


Usko Nahin Dekha Hamne Kabhi - Song Info.

Daadi Maa ( 1966 )
Singer: Manna Dey, Mahendra Kapoor
Music Directors: Roshan
Lyricists: Indivar
 Devotional