Suniye Zara Suniye Ek Rupiya Lyrics

Are you looking for Suniye Zara Suniye Ek Rupiya lyrics form movie Krazzy 4 ( 2008 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Suniye Zara Suniye Ek Rupiya sung by our favourite singer Rahul Vaidya,Amit Kumar,Labh Jauniya,Kirti sagatiya,Jimym mosses,bhavin Dhanak. This awesome song written by Javed Akhtar and directed by Rajesh Roshan.


suniye zara
zuniye ek rupiya hoga
aap humari madad karen to acchaha hoga

suniye ek rupiya hoga
main hoon ek bank manager
meri baat suno tum mister
ek rupiya ya ek laakh ya ek karod
bank se
le lo loan tum ab do chinte chhod
accha sujhav hai
chhod di chinta ab kya karen ?

pehle bhejo application
jiss mein load ka nointention
seath mein bhejo tum guarantee
jo bhi tumhari ho property
usske saare papar humko dena
load agar hai lena

yeh kya baat hui bhai
arre appke sar mein bheja hai ya bone

phone ke khatir leta hai koi loan?
lekin loan ki khatir sab karte hain phone.
humko phone ki khatir to phele mil jata loan
kaun se
phone ka loan?
loan ke jiss se karenge phone
no no phele phone aur phir loan
nahin nahi phele loan varna kaise karenenge phone
loan phone phone loan

suniye zara
zuniye ek rupiya hoga
aap humari madad karen to acchaha hoga

suniye
suniye shriman ek rupiya hoga ?

budhu mujhse tum ek rupiya maang rahe ho
main hoon kya aur mujhse tum kya maang rahe ho



wah kya gala hai
kya yeh doctor ek singer se mila hai ?

mein ek professor hoon ek philosopher hoon
rupiya kya main dega tumko laakhon ka gyan suno

with globalisation and liberalisation

international economy is changing
recession is increasing and there is inflation
and constant flucation

tumse ek rupiya kya maanga
tumne to lecture de daala
tumne zara bhi dhyaan diya
main free mmein tumko kitna gyan diya
varna socha jjiss ke paas ek rupiya na ho
wo chahe jeeta marta
uss se koi baat bhi karta
suniye ?

dus rupiye ka sawaal hai baba dus rupiye ka sawaal hai
tere share ka bhaav chadhe.. teri income bahut badhe
o dus rupiye wale bab o dus rupiye wala baba
tum poora pahad hilate ho
humse kankar bhi nahin hilta
tum dus rupiye le lete ho
hamen ek rupiye bhi nahin milta

tum ullu ho iss duniya ko phele samjjho
yahan bhadi cheez ki izzat hai
maango to bheekh badi maanga waah

main izzatdaar bhikhari hoon
ek rupiya agar main maangunga
to meri jo position hai sab mitti mein mil jayegi
bheekh ki seekh yehi hai bachcha
ek rupiye jo maangoge
duniye henga dikhlaayegi

give me money give me some money
give me money give me some now

bhai shab zara suniye
aaree memsaab zara suniye
babu saab zara suniye
thero thehro thehro
ab meine yeh jana hai
ab meine yeh mana hai
jisko hum khete hai woh kya
chand se sooraj se bhi jydada gol hai rupiya
pyaar mohabbat se jyada anmol hai rupiya
duniya ke maathe pe rupiya ek teeka hai
rupiya agar nahin to yeh jeevan pheeka hai
paisa paisa paisa paisa

yehi agar duniya hai to tum sun lo yaaron
main to kehta hoon duniya ko thokar maaro


Suniye Zara Suniye Ek Rupiya - Song Info.

Krazzy 4 ( 2008 )
Singer: Rahul Vaidya,Amit Kumar,Labh Jauniya,Kirti sagatiya,Jimym mosses,bhavin Dhanak
Music Directors: Rajesh Roshan
Lyricists: Javed Akhtar
 Comedy/Funny