Re Maama Lyrics

Are you looking for Re Maama lyrics form movie Hum Ho Gaye Aap Ke ( 2001 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Re Maama sung by our favourite singer Sunidhi Chauhan. This awesome song written by Sameer and directed by Nadeem-Shravan.


hey you and me night remember
dekho yeh deewana mara gaya
shishe mein dil ke utaara gaya
aah dekho yeh deewana mara gaya
shishe mein dil ke utaara gaya
uski nigaaho mein yeh bas gaya
jaake bechara kahan fas gaya
pyaar hua na ae ae re mama
dil to gaya na aa re mama
haan pyaar hua na ae ae re mama
haan dil to gaya na aa re mama

naadaan hai tu na tujhko khabar hai
aasan nahin yeh dil ka safar hai
mushkil badi hai yeh chaahat ki raahen
jeene na dengi yeh kamsin adayen
zulfon ke saaye se bach kar nikle
paagal anadi mere saath chal
dilbar nahin kaam hai yeh tera
tu maan le ab to kehna mera
pyaar hua na re mama
dil to gaya na re mama
pyaar hua na ae ae re mama
dil to gaya na aa re mama

mere labon pe hai teri kahani
tere liye hai yeh meri jawaani
kya keh rahi hai yeh rangeen raate
aaja kare milke chaahat ki baaten
yun mujhse daaman chuda ke na ja
aise tu nazren bacha ke na ja
tauba meri tu kahan ko gaya
mere sanam tuhjko kya ho gaya
pyaar hua na re mama
dil to gaya na re mama
pyaar hua na ae ae re mama
dil to gaya na aa re mama
dekho yeh deewana mara gaya
shishe mein dil ke utaara gaya
aah dekho yeh deewana mara gaya
shishe mein dil ke utaara gaya
uski nigaaho mein yeh bas gaya
jaake bechara kahan fas gaya
pyaar hua na ae ae re mama
dil to gaya na aa re mama
pyaar hua na re mama
dil to gaya na re mama
pyaar hua na ae ae re mama
dil to gaya na aa re mama


Re Maama - Song Info.

Hum Ho Gaye Aap Ke ( 2001 )
Singer: Sunidhi Chauhan
Music Directors: Nadeem-Shravan
Lyricists: Sameer
 Sensual