Ek Dal Par Tohta Bholey Lyrics

Are you looking for Ek Dal Par Tohta Bholey lyrics form movie Chor Machaye Shor ( 1974 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Ek Dal Par Tohta Bholey sung by our favourite singer Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar. This awesome song written by Ravindra Jain and directed by Ravindra Jain.


ek dal par tohta bholey
ek dal par maina
door door baitey hain
lekin pyar toh phir hai na
bolo hai na
hai na, hai na, hai na?
ek dal par tohta boley

yeh kya mujko ho gaya sajan
kabhi rohun kabhi gaun
ped se lipti sej jo dekhu
laaj se mar mar jaun
yeh pagalpan kaisa
kabse ho gaya aisa
bin batlaye samjo sajan
paas nahin kuch chaina
bolo hai na
hai na, hai na
ek dal par tota bholey

andhi aaye toofan aaye
ya barse barsaatein
ik dhuje main kho jayein hum
khatum no ho din raatein
khatum na ho din raatein
mithi pyar ki baatein
hohnt agar khamosh rahey to
bol uthege naina bolo hai na
hai na, hai na
main tere nainon ki nindiya
tu mere dil ka chaina
bolo hai na hai na
hai na


Ek Dal Par Tohta Bholey - Song Info.

Chor Machaye Shor ( 1974 )
Singer: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Music Directors: Ravindra Jain
Lyricists: Ravindra Jain
 Love Song