Ajnabi Khwaab Mein Lyrics

Are you looking for Ajnabi Khwaab Mein lyrics form movie Superstar ( 2008 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Ajnabi Khwaab Mein sung by our favourite singer Raaj. This awesome song written by Shabbir Ahmed and directed by Shamir Tandon.


ajnabi khwaab mein, dekh tha jo ho tum wohi
dil mujhe le chala, chal pada mein to wohin

ajnabi (ajnabi) khwaab mein, dekh tha jo ho tum wohi; dil mujhe le chala, chal pada mein to wohin

raat din mein jaagta hun, beetey pal ko sochta hun;
har kadam ko dekhta hun mein (2)

ajnabi (ajnabi) khwaab mein, dekh tha jo ho tum wohi; dil mujhe le chala, chal pada mein to wohin

kuch to naya ehsaas hai, jo mera mann ud raha
roke se bhi rukta nahin, kis or ye mud raha
boondein ghiri khwahishon ki to mein;
ek pal bhi na khud mein raha

ajnabi (ajnabi) khwaab mein, dekh tha jo ho tum wohi; dil mujhe le chala, chal pada mein to wohin

khusboo ghuli zazbaat mein, jaane paheli hai kyaa
baithe huye socha karun, ye kyaa mujhe ho gaya
zonkha koi ek anjaan sa, dhadkano ko meri choo raha

ajnabi (ajnabi) khwaab mein, dekh tha jo ho tum wohi; dil mujhe le chala, chal pada mein to wohin

raat din mein jaagta hun, beetey pal ko sochta hun;
har kadam ko dekhta hun mein (2)

wo.. oo

ajnabi (ajnabi) khwaab mein, dekh tha jo ho tum wohi; dil mujhe le chala, chal pada mein to wohin


Ajnabi Khwaab Mein - Song Info.

Superstar ( 2008 )
Singer: Raaj
Music Directors: Shamir Tandon
Lyricists: Shabbir Ahmed
 Love Song