Chalo Bulawa Aaya Hain Lyrics

Are you looking for Chalo Bulawa Aaya Hain lyrics form movie Avtaar ( 1983 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Chalo Bulawa Aaya Hain sung by our favourite singer Asha Bhosle, Chanchal, Mahendra Kapoor. This awesome song written by Anand Bakshi and directed by Laxmikant Pyarelal.


maata jinko yaad kare woh log nirale hote hai
maata jinka naam pukare kismat wale hote hai
[chalo bulawa aaya hai
maata ne bulaya hai
]2
chalo bulawa aaya hain
2
maata ne bulaya hain

jai maata di

chalo bulawa aaya hain
maata ne bulaya hain
ho unnchhe parvat pe raani maa ne darbaar lagaya hai
chalo bulawa aaya hain
maata ne bulaya hain
jai maata di
chalo bulawa aaya hain
maata ne bulaya hain

saare jag mein ek thikana saare gam ke maaro ka
2
ho
rastaa dekh rahi hai maata apani aankh ke taaron ka
2
ho
mast hawaon ka ek jhonka yeh sandesaa laaya hai
chalo bulawa aaya hain maata ne bulaya hain
jai maata di
3
kehte jaaon
jai maata di
3
kehte jaaon

jai maata di
2
kehte jaao aane jaane walon ko
chalte jaaon tum mat dekho apne paaon ke chhalon ko
2
ho
jisne jitna dard saha hai utna chain bhi paaya hai
chalo bulawa aaya hai
maata ne bulaya hai
jai maata di

vaishno devi ke mandir mein
2
log muraaden paate hai
woh rote rote aate hain hanste hanste jaate hain 2
ho
main bhi maang ke dekhu
jisne jo maanga woh paaya hain
chalo bulawa aaya hai
maata ne bulaya hai
jai maata di

[main bhi toh ek maa hu maata
maa hi maa ko pehchane ]
2
bete ka dukh kya hota hai aur koi yeh kya jaane
ho
uska khoon main dekhu kaise jisko dudh pilaya hain
ho chalo bulawa aaya hai maata ne bulaya hai
2

chalo bulawa aaya hai maata ne bulaya hai
5
toh prem se bolo
jai maata di
saare bolo
jai maata di
3
vaishno raani
jai maata di
ham pe kalyani
jai maata di
maa bholi bhali
jai maata di
maa shero wali
jai maata di
jholi bhar deti
jai maata di
samkat har leti
jai maata di
jai maata di


Chalo Bulawa Aaya Hain - Song Info.

Avtaar ( 1983 )
Singer: Asha Bhosle, Chanchal, Mahendra Kapoor
Music Directors: Laxmikant Pyarelal
Lyricists: Anand Bakshi
 Bhajan