Jaaneman Jaaneman Jaaneman Kisi Ka Naam Nahin Lyrics

Are you looking for Jaaneman Jaaneman Jaaneman Kisi Ka Naam Nahin lyrics form movie Jaaneman ( 1976 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Jaaneman Jaaneman Jaaneman Kisi Ka Naam Nahin sung by our favourite singer Kishore Kumar. This awesome song written by Anand Bakshi and directed by Laxmikant Pyarelal.


jaaneman jaaneman
jaaneman kisika naam nahin
phir bhi yeh naam hoton peh na ho
aisi koi suboh nahin shyam nahin
jaaneman jaaneman

maine sirf khayalon mein
khwabon ki sej sajai hai
dil ki khali deewaron par
ik tasvir banai hai
tasviron pe marta hoon
waqt gujara karta hoon
main mehboob ki galiyon ka
koi aashiq badnam nahin
jaaneman jaaneman

kal ki baat khuda jaane
par aaj talak woh baat nahin
dil par badal chhaye hai
par aankhon main barsaat nahin
kaisa main diwana hoon
kaisa main mastana hoon
pyas toh hai hoton par
lekin hathon mein jaam nahin
jaaneman jaaneman


Jaaneman Jaaneman Jaaneman Kisi Ka Naam Nahin - Song Info.

Jaaneman ( 1976 )
Singer: Kishore Kumar
Music Directors: Laxmikant Pyarelal
Lyricists: Anand Bakshi
 Love Song