Woh Tassavvur Lyrics
Are you looking for Woh Tassavvur lyrics form movie Aitraaz ( 2004 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Woh Tassavvur sung by our favourite singer Alka Yagnik, Udit Narayan. This awesome song written by Sameer and directed by Himesh Reshammiya.
woh tassavur ka aalam woh dil-e-aashiqui
woh diwaana mausam woh teri dillagi
hamko bada hi kare beqaraar
woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
woh tassavur ka aalam woh dil-e-aashiqui 2
woh diwaana mausam woh teri dillagi
hamko bada hi kare beqaraar
woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
woh mohabbat ke din woh ghadi woh palchhin
woh chhalakta mausam baarishon ki rhimjhim
hamko bada hi kare beqaraar
woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
saanson ki woh hulchul woh mahekta aanchal
baahon ke woh ghere zulf ka woh baadal
hamko bada hi kare beqaraar
woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
woh tera sharmaana woh nazar ka jhukna
jaate jaate tera woh achaanak mudna
hamko bada hi kare beqaraar
woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
woh mere bin bole tera samajh lena
woh ishaaron se hi baat sab keh dena
hamko bada hi kare beqaraar
woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
woh ladaayi jagde baad mein pachhtaana
roothh ke woh jaana laut ke phir aana
hamko bada hi kare beqaraar
woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
woh tassavur ka aalam woh dil-e-ashiqui 2
woh diwaana mausam woh teri dillagi
hamko bada hi kare beqaraar
woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar 2
Woh Tassavvur - Song Info.
Aitraaz ( 2004 )Singer: Alka Yagnik, Udit Narayan
Music Directors: Himesh Reshammiya
Lyricists: Sameer
Love Song
Lyric By Movies
Lyric By Category