Kaisa Lagta Hai Lyrics

Are you looking for Kaisa Lagta Hai lyrics form movie Baaghi ( 1989 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Kaisa Lagta Hai sung by our favourite singer Amit Kumar, Anuradha Paudwal. This awesome song directed by Anand Milind.


kaisaa lagtaa hai
achhaa lagtaa hai
pyaar ka sapnaa
sachaa lagtaa hai
tu jo qareeb hai
meraa naseeb hai
dil mein basi hai tu
meri khushi hai tu
tere binaa ik pal mujhe na rahnaa
kaisaa lagtaa hai
achhaa lagtaa hai
pyaar ka sapnaa

sachaa lagtaa hai
tu jo qareeb hai
meraa naseeb hai
meri khushi hai tu
dil mein basi hai tu
tere binaa ik pal mujhe naa rahnaa
kaisaa lagtaa hai
achhaa lagtaa hai
pyaar ka sapnaa
sachaa lagtaa hai

[ har taraf khushiyon kaa mausam hai yahaan
hamne pahli baar dekhaa ye jahaan] -2
gham kii duniyaa se ham chale aaye
door hai hamse, dard ke saaye
aa duaa maang lein, kuchh bhi ho ab dukh pade naa sahnaa
kaisaa lagtaa hai
achhaa lagtaa hai
pyaar ka sapnaa

sachaa lagtaa hai

[pyaar ke vaade kabhi naa tonaa
tum kabhi tanhaa na hamko chhodnaa] -2
aansuon ko ham pee na paayenge
ham judaa hoke jee na paayenge
aa qasam khaa lein ham, maanege hameshaa ik dooje kaa kahnaa
kaisaa lagtaa hai
achhaa lagtaa hai
pyaar ka sapnaa
sachaa lagtaa hai
tu jo qareeb hai
meraa naseeb hai
dil mein basi hai tu
meri khushi hai tu
tere binaa ik pal mujhe na rahnaa
kaisaa lagtaa hai
achhaa lagtaa hai
pyaar ka sapnaa

sachaa lagtaa hai


Kaisa Lagta Hai - Song Info.

Baaghi ( 1989 )
Singer: Amit Kumar, Anuradha Paudwal
Music Directors: Anand Milind
Lyricists:
 Happy