Jane Na Nazar Lyrics
Are you looking for Jane Na Nazar lyrics form movie Aah ( 1953 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Jane Na Nazar . This awesome song directed by Shankar-Jaikishan.
jaane na nazar pahachaane jigar
ye kaun jo dil par chhaayaa
meraa a.ng a.ng muskaayaa - 2
(aavaaz ye kisakii aatii hai
jo chhe.d ke dil ko jaatii hai ) - 2
mai.n sun ke jise sharmaa jaa_uu.n
hai kaun jo dil me.n samaayaa
meraa a.ng a.ng muskaayaa - 2
jaane na nazar pahachaane jigar
ye kaun jo dil par chhaayaa
mujhe roz roz ta.dapaayaa - 2
(dhuu.ndhe.nge use ham taaro.n me.n
saavan kii thandii bahaaro.n me.n) - 2
par ham bhii kisii se kam to nahii.n
kyo.n ruup ko apane chhupaayaa
mujhe roz roz ta.dapaayaa - 2
(bin dekhe jisako pyaar karuu.n
gar dekhuu.n us ko jaan bhii duu.n) - 2
ek baar kaho o jaadugar
ye kaun saa khel rachaayaa
meraa a.ng a.ng muskaayaa - 2
Jane Na Nazar - Song Info.
Aah ( 1953 )Singer:
Music Directors: Shankar-Jaikishan
Lyricists:
Love Song
Lyric By Movies
Lyric By Category