Na Kal Ka Pata Na Pal Ka Pata Phir Soch Raha Kyon Barson Ki Lyrics

Are you looking for Na Kal Ka Pata Na Pal Ka Pata Phir Soch Raha Kyon Barson Ki lyrics form movie Muqaddar Ka Faisla ( 1987 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Na Kal Ka Pata Na Pal Ka Pata Phir Soch Raha Kyon Barson Ki sung by our favourite singer Kishore Kumar. This awesome song written by Anjaan and directed by Bappi Lahiri.


na kal ka pata na pal ka pata
na kal ka pata na pal ka pata
phir soch raha kyon barson ki
koi baat kare hai barson ki
koi soch raha kal parson ki
par bhai mere sach toh hai yeh
na pal ka pata na kal ka pata
phir soch raha kyon barson ki

jo apni kismat ka lekha hai
kisne padha kisne dekha hai
haathon ki rekha jo padhta hai
jhoothi kahani woh gadhta hai
insaan ka kaha kab hai sach hua
na kal ka pata na pal ka pata

yeh waqt har pal badalta hai
sukh dukh ke saanchey main dalta hai
chhoda nahin waqt ne ram ko
phir aadmi ka kya anjaam ho
na jaane kahan kya hoga kahan
na kal ka pata na pal ka pata
phir soch raha kyon barson ki


Na Kal Ka Pata Na Pal Ka Pata Phir Soch Raha Kyon Barson Ki - Song Info.

Muqaddar Ka Faisla ( 1987 )
Singer: Kishore Kumar
Music Directors: Bappi Lahiri
Lyricists: Anjaan
 Sad