Na Woh Inkaar Karti Hai Lyrics

Are you looking for Na Woh Inkaar Karti Hai lyrics form movie Himalay Putra ( 1997 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Na Woh Inkaar Karti Hai sung by our favourite singer Alka Yagnik, Udit Narayan. This awesome song written by Nida Fazli and directed by Anu Malik.


[na woh inkaaar karti hai
na woh ikraarr karti hai]2

hume phir bhi yekin hai woh
hume se pyaar karti hai

na woh inkaaar karti hai
na woh ikraarr karti hai


[na woh inkaaar karta hai
na woh ikraarr karta hai]2

[ajab ladki woh jab milti
you reh jaati hai sharma ke]2

kabhi baalo ke peeche muh
chipa leti hai ghabra ke

ajab ladka hai raste se
guzar jata hai takra ke

maza aaata hai usko yunhi mere dil ko tadpa ke
jalane ko mujhe auro se aakhen char karta hai

na woh inkaaar karta hai
na woh ikraarr karta hai


hume phir bhi yekin hai woh
hume se pyaar karta hai

na woh inkaaar karti hai
na woh ikraarr karti hai

[jo dekho to badi massom
bilkul ajnabi hai woh]2
magar jab mein nahi hota
to mujhko sochti hai woh

woh chup chup mujhiko
dekhta rehta hai rozana

magar
jab samne aata hai ban jata hai anjana

bina meri izaat woh
mera dedaar karti hai

na woh inkaaar karti hai
na woh ikraarr karti hai

hume phir bhi yekin hai woh
hume se pyaar karti hai

na woh inkaaar karta hai
na woh ikraarr karta hai

hume phir bhi yekin hai woh
hume se pyaar karta hai


Na Woh Inkaar Karti Hai - Song Info.

Himalay Putra ( 1997 )
Singer: Alka Yagnik, Udit Narayan
Music Directors: Anu Malik
Lyricists: Nida Fazli
 Random