Chandni Chand Se Hoti Hai Lyrics

Are you looking for Chandni Chand Se Hoti Hai lyrics form movie Aaj Ka Mahatma ( 1976 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Chandni Chand Se Hoti Hai sung by our favourite singer Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. This awesome song written by Unknown and directed by unknown.


chandni chand se hoti hai sitaron se nahin
pyar bhi ek se hota hai hazaron se nahin
phir toh bulbul se milo aaj baharon se nahin
yeh nazar tum pe hai abad nazaron pe nahin
chandni chand se hoti hai

maine tum ko nahin samja tha khatadhar hoon main
jo saaz chahey mujhey de do guneghar hoon mein
ab toh zanjeeron se bandhon mujhey haaron se nahin
badla letey hai magar apne hi pyaaron se nahin
chandni chand se hoti hai

paas bhi tum ho raaton mein nasha chamke bhi
ho to sakti hai galat baat koi humse bhi
shoukiyah kijiyeh magar pyar ke maarhon se nahin
lab na khool paye toh kahey doongi isharon se nahin
chandni chand se hoti hai sitaron se nahin


Chandni Chand Se Hoti Hai - Song Info.

Aaj Ka Mahatma ( 1976 )
Singer: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Music Directors: unknown
Lyricists: Unknown
 Love Song