Dhiktana Tiktana Dhiktana Lyrics
Are you looking for Dhiktana Tiktana Dhiktana lyrics form movie Hum Aapke Hain Kaun ( 1994 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Dhiktana Tiktana Dhiktana . This awesome song directed by Ram Laxman.
dhiktana,tiktana,dhiktana
dhik,dhiktana,tiktana,dhiktana
bhabhi tum khushiyon ka khazana
dhiktana,tiktana,dhiktana
pehli kiran jab se uge
bhabhi meri tab se jage
sabka pura dhyan dhare woh
shaam dhale tak kaam kare
kal tak raha, is chaon se
mera bachpan anjana
dhiktana
hogi meri shaadi kabhi
kahte hain yeh mujhse sabhi
khud apni devrani chunna
baat kisi ki mat sunna
tum dhoondh ke, rang roop mein
apni parchhai laana
dhiktana
kab tak rahun sabse chota
aaye koi mujhse chota
hansta bolta koi khilona
ab in bahon ko do na
tumse maange, ghar ka aangan
pyara pyara nazrana
dhiktana
Dhiktana Tiktana Dhiktana - Song Info.
Hum Aapke Hain Kaun ( 1994 )Singer:
Music Directors: Ram Laxman
Lyricists:
Happy
Lyric By Movies
Lyric By Category