Tu Hai Ishq Mera Lyrics

Are you looking for Tu Hai Ishq Mera lyrics form movie Fear ( 2007 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Tu Hai Ishq Mera sung by our favourite singer Alka Yagnik,Sonu Nigam,UditNarayan. This awesome song written by Sameer and directed by Himesh Reshmiya.


[tu hai ishq mera ishq yeh nibhaana hai
kitna pyaar hai tumse tumko bataana hai]
2
tumko bataana hai

tu hai ishq mera ishq yeh nibhaana hai
kitna pyaar hai tumse tumko bataana hai

hai nai roshani raat hai nai
silsilein hai naye, baat hai nai
jaane kyun dhadak raha hai dil yeh baar baar
ho rahi hoon aaj kyun main itani bekaraar
teri yaad mein mujhko sab kuchh bhulaana hai
kitna pyaar hai tumse tumko bataana hai,
tumko bataana hai

tu hai ishq mera ishq yeh nibhaana hai
kitna pyaar hai tumse tumko bataana hai

ankahin ansuni daastaan hai
pyaar bhi ik ajab imtehaan hai
ismein ik junuun sa hai aur ik nasha
jo karein wahin yeh jaane isamein dard kya
dard-o-gum ka ishq se rishta puraana hai
kitna pyaar hai tumse tumko bataana hai
tumko bataana hai
tu hai ishq mera ishq yeh nibhaana hai
kitna pyaar hai tumse tumko bataana hai,
tumko bataana hai
tu hai ishq mera ishq yeh nibhaana hai
3


Tu Hai Ishq Mera - Song Info.

Fear ( 2007 )
Singer: Alka Yagnik,Sonu Nigam,UditNarayan
Music Directors: Himesh Reshmiya
Lyricists: Sameer
 Random