Jiya Na Jaaye Lyrics

Are you looking for Jiya Na Jaaye lyrics form movie Fakhir Mantra ( 2005 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Jiya Na Jaaye sung by our favourite singer Fakhir. This awesome song written by Fakhir and directed by Fakhir.


hoon gay kabhi hum juda
main nay yeh soocha na thaa
yeh sitam tu bata kiyon hua

jiya na jai
teray bin saatiyhaa
yaadon mein tu hai
raat din saa thaa

hoon gay kabhi hum juda
main nay yeh soocha na thaa
yeh sitam tu bata kiyon hua


aain aur jaain mausam
mujh ko tanhai ka gham
mushkil safar, poochon kisay
manzil kahan
dil ka to haal hai aisay
sehra mein phool hoon jaisay
weeran hai mera jahan


mujh ko nahi hai khabar
kis ki lagi hai nazar
yeh sitam tu bata kiyon hua


gumsum hain pagal naina
mehfil mein tanha rehna
oh beqadar kiyon eshq ko ruswa kia


muhj say taqdeer bhee roothi
dil ki umeed na tooti
tootain gee yeh khamoshian
tum thay meray hum safar
kis ki lagi hai nazar
yeh sitam tu bata kiyon hua


Jiya Na Jaaye - Song Info.

Fakhir Mantra ( 2005 )
Singer: Fakhir
Music Directors: Fakhir
Lyricists: Fakhir
 Pop Songs