Jawani O Diwanic Lyrics
Are you looking for Jawani O Diwanic lyrics form movie Aan Milo Sajna ( 1970 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Jawani O Diwanic . This awesome song directed by Laxmikant Pyarelal.
yahaa.n vahaa.n saare jahaa.n me.n teraa raaj hai
tere hii to sar pe muhabbat kaa taaj hai
javaanii o diivaanii tuu zi.ndaabaad
javaanii o diivaanii tuu zi.ndaabaad
tuu bahaaro.n kaa ishaaraa
besahaaro.n kaa sahaaraa
sar pe tere, haa.n haa.n tere hai bojh saaraa
tere javaa.n haatho.n me.n duniyaa kii laaj hai
javaanii o diivaanii tuu zi.ndaabaad
...
tere liye kasame.n nahii.n
kasame.n nahii.n rasame.n nahii.n
tuu kisii ke, haa.n kisii ke bas me.n nahii.n
judaa sabhii rasamo.n se teraa har rivaaz hai
javaanii o diivaanii tuu zi.ndaabaad
...
piichhe hai bachapan diivaanaa
aage bu.dhaapaa sayaanaa
saath tere, haa.n haa.n tere hai ye zamaanaa
terii nazar to chaa.nd taaro.n pe aaj hai
javaanii o diivaanii tuu zi.ndaabaad
...
Jawani O Diwanic - Song Info.
Aan Milo Sajna ( 1970 )Singer:
Music Directors: Laxmikant Pyarelal
Lyricists:
Random
Lyric By Movies
Lyric By Category