I Am Coming Home Again Lyrics

Are you looking for I Am Coming Home Again lyrics form movie Hattrick ( 2007 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song I Am Coming Home Again sung by our favourite singer Rana Mazumder. This awesome song written by Vishal Dadlani and directed by Pritam.


itane armaan lekar abb main jaaunga kahaan
kuch paane ko jo khoya phir paaunga kahaan
manzil kho gayi ek pal ko bass raah rah gayi
raahon ne yuun moda ki manjilhi mil gayi
kab kahaan dil se nikali sada, mujhko nahi pata
i m coming home again
mil gayi mujhko meri disha, badali hai yuun hawaan
i m coming home again

kitane armaan lekar abb main jaaunga kahaan
kuch paane ko jo khoya phir paaunga kahaan
kab kahaan dil se nikali sada, mujhko nahi pata
i m coming home again
mil gayi mujhko meri disha, badali hai yuun hawaan
i m coming home again

chehara jaanasa kuchh pehchaana sa, main tha magar main nahi
sapane tute the armaan jhute the, aankhon mein mere kahin
jo chaaha woh paaya hai maine magar
kaise milaau main (khud se nazar - 2)
kab kahaan dil se nikali sada, mujhko nahi pata
i m coming home again
mil gayi mujhko meri disha, badali hai yuun hawaan
i m coming home again

kisne mujhe na samajha, maine kise na jaana, deewar khud ban gayi
rishte puri tarah se, bikhare bhi toh nahi the, bass thi daraare kayi
abb woh deewaare daraare nahi
apane hain sapane hai (saare yahin - 2)
kab kahaan dil se nikali sada, mujhko nahi pata
i m coming home again
mil gayi mujhko meri disha, badali hai yuun hawaan
i m coming home again (coming home again)

itane armaan lekar abb main jaaunga kahaan
kuch paane ko jo khoya phir paaunga kahaan
manzil kho gayi ek pal ko bass raah rah gayi
raahon ne yuun moda ki manjilhi mil gayi
kab kahaan dil se nikali sada, mujhko nahi pata
i m coming home again
mil gayi mujhko meri disha, badali hai yuun hawaan
i m coming home again


I Am Coming Home Again - Song Info.

Hattrick ( 2007 )
Singer: Rana Mazumder
Music Directors: Pritam
Lyricists: Vishal Dadlani
 Random