Tum Kya Jaano Lyrics

Are you looking for Tum Kya Jaano lyrics form movie Aashiq ( 2001 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Tum Kya Jaano sung by our favourite singer Alka Yagnik, Udit Narayan. This awesome song written by Sameer and directed by Sanjeev-Darshan.


tum kya jaano dil karta tum se kitna pyaar
rehta hai mujhko bas tumhara intezaar
aisa hai ye deewanapan
jab tak na dekhoon tum ko aaye na karaar
lagja mere seenese yaar
tum kya jaano dil karta tum se kitna pyaar
rehta hai mujhko bas tumhara intezaar
aisa hai ye deewanapan
jab tak na dekhoon tum ko aaye na karaar
lagja mere seenese yaar

pehle kabhi tu dil mera itna nahin tha deewana
kya cheez hai deewangi paake tujhe mein na jaana
tujhko dekha tujhko chaaha tera ho gaya
jaanejaana main tere khwaabon mein kho gaya
aa choom loon tujhe baar baar
tum kya jaano dil karta tum se kitna pyaar
rehta hai mujhko bas tumhara intezaar
aisa hai ye deewanapan
jab tak na dekhoon tum ko aaye na karaar
lagja mere seenese yaar

uff kya sama jawan hai aagosh mein chandni hai
bikhri hai jo yahan wahan woh pyaar ki roshni hai
hai tere hi dam se meri chhahat ka jahan
tera jaisa aashiq sabko milta hain kahan
tujhpe sanam meri jaan nisar
tum kya jaano dil karta tum se kitna pyaar
rehta hai mujhko bas tumhara intezaar
aisa hai ye deewanapan
jab tak na dekhoon tum ko aaye na karaar
lagja mere seenese yaar


Tum Kya Jaano - Song Info.

Aashiq ( 2001 )
Singer: Alka Yagnik, Udit Narayan
Music Directors: Sanjeev-Darshan
Lyricists: Sameer
 Happy