Meri Zindagi Mein Ajnabee Lyrics

Are you looking for Meri Zindagi Mein Ajnabee lyrics form movie Ajnabee ( 2001 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Meri Zindagi Mein Ajnabee sung by our favourite singer Kumar Sanu, Sunidhi Chauhan. This awesome song written by Sameer and directed by Anu Malik.

na chaand ka na taaron ka
na phoolon ka na baharon ka
na nazaron ka na isharon ka
na apno ka na begaano ka
meri zindagi mein ajnabee ka intezaar hai
main kya karoon ajnabee se mujhe pyaar hai
woh ajnabee jaana pehchaana
sapno mein uka hai aana jaana
aa ajnabee tere liye
dil yeh mera bekaraar hai

khushbon ki gali mein in hawaon ne dekha
maine chehra uska dilkash fizaon mein dekha
oh bekhayal karta hai
oh bada deewana hai
in labon ka pyaasa hai
dil ka aashiqana hai
bekhayal karta hai
oh bada deewana hai
in labon ka pyaasa hai
dil ka aashiqana hai
woh ajnabee jaana pehchaana
sapno mein uka hai aana jaana
aa ajnabee tere liye
dil yeh mera bekaraar hai
meri zindagi mein ajnabee ka intezaar hai
main kya karoon ajnabee se mujhe pyaar hai

ab to uske liye hi raat bhar jaagti hoon
aye gadiyaan milan ki yeh dua maangti hoon
oh jaaneman mohabbat mein faasla zaroori hai
dhadkane yeh kehti hai chaar din ki doori hai
jaaneman mohabbat mein faasla zaroori hai
dhadkane yeh kehti hai chaar din ki doori hai
woh ajnabee jaana pehchaana
sapno mein uka hai aana jaana
aa ajnabee tere liye
dil yeh mera bekaraar hai
meri zindagi mein ajnabee ka intezaar hai
main kya karoon ajnabee se mujhe pyaar hai
main kya karoon ajnabee se mujhe pyaar hai
woh ajnabee jaana pehchaana
sapno mein uka hai aana jaana
aa ajnabee tere liye
dil yeh mera bekaraar hai
meri zindagi mein ajnabee ka intezaar hai
main kya karoon ajnabee se mujhe pyaar hai

Meri Zindagi Mein Ajnabee - Song Info.

Ajnabee ( 2001 )
Singer: Kumar Sanu, Sunidhi Chauhan
Music Directors: Anu Malik
Lyricists: Sameer
 Love Song