Makhmali Ye Badan Lyrics

Are you looking for Makhmali Ye Badan lyrics form movie Road ( 2002 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Makhmali Ye Badan sung by our favourite singer Sanjeevini, Sonu Nigam. This awesome song directed by Sandesh Shandilya.


makhmali yeh badan ki nazakaten haseen
chura na le mere dil ka chain yeh kahin
jis ne bhi banaya hai tujhko woh kamaal hai
aur us kamaal pe tu bemisaal hai
hai akeli raat gumsum aur chat ke neeche hum tum
aankhon mein tere kaisa khumaar ho na jaaye kuch khata dekho yaar
bekaraar na dikha deewangi

makhmali yeh badan ki nazakaten haseen
mast mast ho raha hai yeh raat ka safar
dil mein hulchale uthaye teri nazar
gulabi gulabi tere armaan jo hai deewane
tujhe chhod denge yuhi tere haal pe
bolona aisa oh aye jaane jaan ek baar mujhko to aazma
baatein yeh teri baatein bekaar chaahe karle tu koshish hazar
aayenge na baat mein yeh karle yakin

makhmali yeh badan ki nazakaten haseen
tanhaiyon mein tanha milen hain jo is tarah
socho na aisa paisa kya faayda
teri har ada ki shokiyan bhi kya kahe
hum to kya farishte bhi na hosh mein rahen
na re na hosh tu na gawa kar le sabar kuch to zara
haan milta nahin hai dil ko karar re kab tak karoon main haye intezar
hone de dil ki dil se milawatein yahin

harkatein yeh dikhao jaake aur kahin
jis ne bhi banaya hai tujhko woh kamaal hai
aur us kamaal pe tu bemisaal hai
hai akeli raat gumsum aur chat ke neeche hum tum
aankhon mein tere kaisa khumaar ho na jaaye kuch khata dekho yaar


Makhmali Ye Badan - Song Info.

Road ( 2002 )
Singer: Sanjeevini, Sonu Nigam
Music Directors: Sandesh Shandilya
Lyricists:
 Sensual