Kissa Hum Likhenge Lyrics

Are you looking for Kissa Hum Likhenge lyrics form movie Doli Saja Ke Rakhna ( 1998 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Kissa Hum Likhenge sung by our favourite singer Anuradha Paudwal, Sreekumar M G. This awesome song written by Mehboob and directed by A R Rahman.


girl: hmm hmm hmm...
boy: hmm hmm hmm...
girl: o, kissa hum likhenge
dil-e-beqarar ka
khat mein saja ke
phool hum pyaar ka
lavzoon mein likh deingey
apna haal-e-dil
dekhengey kya jawab
aata hai phi yaar ka
boy: (repeat)
girl: kissa hum likhenge
dil-e-beqarar ka
khat mein saja ke
phool hum pyaar ka...
dil ka deewana pan
kehta hai ye sajan
kadmoon mein aapke
lutaa doon apni jaan
boy: jaan humari ho
jaan se bhi pyaari ho
aapke pyaar ki to
dil mein hai jagaa
girl: o, dil mein hi basaa ke
rakhna tum sadaa
hum to na chodengey
ye saath kabhi dildar ka
boy: kissa hum likhenge
dil-e-beqarar ka
girl: o, khat mein saja ke
phool hum pyaar ka
boy: lavzoon mein likh deingey
apna ye haal-e-dil
girl: dekhengey kya jawab
aata hai phi yaar ka
boy: kissa hum likhenge
dil-e-beqarar ka
girl: o, khat mein saja ke
phool hum pyaar ka...
boy: mm, chanda sa chehra jo
aata hai yaad tab
din mein bichaa jaata hai
raat ka samaa
girl: aa, raatein behaal hain
sona muhaal hai
aankhon mein aap hain
ji neendein hain kahan
boy: meri bhi nigahoon ka
suniye abh sawal
poochti hain kab aayega
jhonka phir tere didaar ka
girl: la la la la la la
mm mm mm mm mm
boy: kissa hum likhenge
dil-e-beqarar ka
girl: la la la la la la
mm mm mm mm mm
boy: khat mein saja ke
phool hum pyaar ka
lavzoon mein likh deingey
apna ye haal-e-dil
girl/boy: dekhengey kya jawab
aata hai phi yaar ka
boy: kissa hum likhenge
dil-e-beqarar ka
girl: o, khat mein saja ke
phool hum pyaar ka
boy: o...


Kissa Hum Likhenge - Song Info.

Doli Saja Ke Rakhna ( 1998 )
Singer: Anuradha Paudwal, Sreekumar M G
Music Directors: A R Rahman
Lyricists: Mehboob
 Love Song