Zindagi Ko Bina Pyaar Lyrics

Are you looking for Zindagi Ko Bina Pyaar lyrics form movie Haan Maine Bhi Pyaar Kiya ( 2002 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Zindagi Ko Bina Pyaar sung by our favourite singer Kumar Sanu, Sarika Kapoor. This awesome song written by Sameer and directed by Nadeem-Shravan.


zindagi ko bina pyaar

zindagi ko bina pyaar koyi kaise guzare
mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaare
zindagi ko bina pyaar koyi kaise guzare
mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaare
aate hai zameen par kabhi yeh chaand sitaare
aate hai zameen par kabhi yeh chaand sitaare
mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaare
zindagi ko bina pyaar koyi kaise guzare
ho ho ho ho badi baat hai pyaare
mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaare

is umar mein ban jaayegi koyi to kahani
tanha nahin katti hai yeh madhosh jawani
koyi naya dilbar chuno kitni haseen raat hai
chupke koyi dhadkan suno keh do jo dil mein baat hai
milte hai naseebon se yeh baahon ke sahare
milte hai naseebon se yeh baahon ke sahare
mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaare
zindagi ko bina pyaar koyi kaise guzare

ban jaaon kisi ke kisi ko apna bana lo
palkon ke zarokhon mein koyi sapna saja lo
yaadon mein tum koyi raahon sare jahan ko bhool ke
zulfon tale soye raho bhige labon ko chum ke
nazron mein basa lo sabhi rangeen nazarein
nazron mein basa lo sabhi rangeen nazarein
mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaare
aate hai zameen par kabhi yeh chaand sitaare
aate hai zameen par kabhi yeh chaand sitaare
mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaare
zindagi ko bina pyaar koyi kaise guzare


Zindagi Ko Bina Pyaar - Song Info.

Haan Maine Bhi Pyaar Kiya ( 2002 )
Singer: Kumar Sanu, Sarika Kapoor
Music Directors: Nadeem-Shravan
Lyricists: Sameer
 Love Song