Kyon Chupte Ho Lyrics

Are you looking for Kyon Chupte Ho lyrics form movie Mann ( 1999 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Kyon Chupte Ho sung by our favourite singer Anuradha Paudwal, Udit Narayan. This awesome song directed by Sanjeev-Darshan.


udit:
kyon chupate ho mann ki baat
keh bhi do beeti jaye raat
dooriyaan kis liye
de do haathon mein haath
dil bhi tumhara hai
hum bhi tumhare hain
mann mein machchalte
armaan humare hai
dekho sitaare karte ishare hain
kar lo mohabbat kamsim nazarey hain
kyon chupate ho mann ki baat
keh bhi do beeti jaye raat
dooriyaan kis liye
de do haathon mein haath...
dil hai deewana
kehna na maane
rasamon ko kasamon ko
ye paagal na jaane
ziddi bada hai
zid pe adaa hai
aa jao aa bhi jao
is ko manaane
kyon chupate ho mann ki baat
keh bhi do beeti jaye raat
dooriyaan kis liye
de do haathon mein haath...
humse mohabbat
karte ho tum bhi
hum jitna marte tumpe
marte ho tum bhi
humko pataa hai
dil jaanta hai
tanhaiyoon mein
aahein bharte ho tum bhi
kyon chupate ho mann ki baat
keh bhi do beeti jaye raat
dooriyaan kis liye
de do haathon mein haath
dil bhi tumhara hai
hum bhi tumhare hai
mann mein machchalte
armaan humare hai
dekho sitaare karte ishare hain
kar lo mohabbat kamsim nazarey hain
anuradha:
aaa aaa aa aa aa
ooo, oo oo oo


Kyon Chupte Ho - Song Info.

Mann ( 1999 )
Singer: Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Music Directors: Sanjeev-Darshan
Lyricists:
 Sad