Mere Angne Mein Lyrics

Are you looking for Mere Angne Mein lyrics form movie Laawaris ( 1981 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Mere Angne Mein sung by our favourite singer Amitabh Bachchan. This awesome song written by Javed Akhtar and directed by Kalyanji Anandji.


la la la la...
la la la la...
la la la la...
la la la la...

mere angne mein
(mere angne mein tumhara kya kam hai) - 2
joh hai naam wala
arre joh hai naam wala wahi toh badnaam hai
mere angne mein tumhara kya kam hai

(jiski biwi lambi usska bhi bara naam hai) - 2
kothe se lagado
arre (kothe se lagado seerhi ka kya kam hai) - 2
mere angne mein tumhara kya kam hai

jiski biwi moti usska bhi bara naam hai
jiski biwi moti, o moti, o moti, o moti moti moti
jiski biwi moti uska bhi bara naam hai
bistar pe litado
(bistar pe litado gaade ka kya kam hai) - 2
mere angne mein tumhara kya kam hai

(jiski biwi kali usska bhi bara naam hai) - 2
aankhon mein basalo
(aankhon mein basalo surme ka kya kam hai) - 2
mere angne mein tumhara kya kam hai

(jiski biwi gori uska bhi bara naam hai) - 2
kamre mein bithalo
(kamre mein bithalo bijli ka kya kam hai) - 2
mere angne mein tumhara kya kam hai

(jiski biwi choti usska bhi bara naam hai) - 2
god mein bithalo, haan haan haan
(god mein bithalo bache ka kya kam hai) - 2
mere angne mein tumhara kya kam hai

(mere angne mein tumhara kya kam hai) - 2
joh hai naam wala
arre joh hai naam wala wahi toh badnaam hai
mere angne mein, haan mere angne mein
haan mere angne mein tumhara kya kam hai


Mere Angne Mein - Song Info.

Laawaris ( 1981 )
Singer: Amitabh Bachchan
Music Directors: Kalyanji Anandji
Lyricists: Javed Akhtar
 Comedy/Funny