Hadh Se Jyada Sanam Lyrics

Are you looking for Hadh Se Jyada Sanam lyrics form movie Rakht ( 2004 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Hadh Se Jyada Sanam sung by our favourite singer Sonu Nigam , Shreya Ghoshal. This awesome song written by S and directed by Anand Raj Anand.


chaahta hoon tujhe... sochta hoon tujhe
har lamha har jagaah dekhta hoon tujhe
tune mujhko yun beqaarar kiya
beqaraar kiya, beqaraar kiya
hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2


chaahti hoon tujhe, sochti hoon tujhe
har lamha har jagaah dekhti hoon tujhe
tune mujhko yun beqaraar kiya
beqaraar kiya, beqaraar kiya
hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2


(na samjha na jaana, kyun huwa diwaana
teri dhun mein jaanam, khud se hoon begaana) -2
khud se hoon begaana
tera khwaabon mein, deedaar kiya -2
hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2


(teri yaad aaye, ab raha na jaaye
khayaalon mein mere, tuhi muskuraaye) -2
tuhi muskuraaye
pal pal tera intezaar kiya -2
hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2


chaahta hoon tujhe... sochta hoon tujhe

har lamha har jagaah, dekhti hoon tujhe

tune mujhko yun beqaarar kiya

shreya: beqaraar kiya, beqaraar kiya

hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2

hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2


Hadh Se Jyada Sanam - Song Info.

Rakht ( 2004 )
Singer: Sonu Nigam , Shreya Ghoshal
Music Directors: Anand Raj Anand
Lyricists: S
 Love Song