Tere Naam - sad Lyrics

Are you looking for Tere Naam - sad lyrics form movie Tere Naam ( 2003 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Tere Naam - sad sung by our favourite singer Udit Narayan. This awesome song written by Sameer and directed by Himesh Reshamiya.


la la la la la la lala la la la la
tere naam hum ne kiya hai jeevan aapna sara sanam
ho jeevan aapna sara sanam
tere naam tere naam
tere naam hum ne kiya hai jeevan aapna sara sanam
ho jeevan aapna sara sanam
pyaar bahut karte hai tumse ishq hai tu humara sanam
ho ishq hai tu humara sanam
la la la la la la lala la la la la
la la la la la la la la la la la la la la la la la

tere ishq ne saathiya tera haal kya kardiya
tere ishq ne saathiya tera haal kya kardiya
neeindo mein aankhon mein pyaase khwabon mein
tu hi tu hai yara mehki saason mein
har bechaini reh reh ke yeh kehti hai
har dhadkan mein teri chahat rehti hai
tere bina tere bina
tere bina naamumkin hai zindagi ka guzara sanam
ho zindagi ka guzara sanam

lagi chote na lagi chote na lagi chote na
ishq ka dhaga tote na
lagi chote na lagi chote na lagi chote na
ishq ka dhaga tote na
tere ishq ne saathiya tera haal kya kardiya
tere ishq ne saathiya tera haal kya kardiya

durri hai majboori hai tanhayi hai
teri yaad hume kis mood pe layi hai
aapni to manzil hai teri raahon mein
jeena marna hai ab teri bahon mein
tere liye tere liye
tere liye is duniya ka har sitam hai gawara sanam
ho har sitam hai gawara sanam
tere naam hum ne kiya hai jeevan aapna sara sanam
ho jeevan aapna sara sanam

tere naam tere naam


Tere Naam - sad - Song Info.

Tere Naam ( 2003 )
Singer: Udit Narayan
Music Directors: Himesh Reshamiya
Lyricists: Sameer
 Sad