Haay Gazab Kahin Taara Toota Lyrics

Are you looking for Haay Gazab Kahin Taara Toota lyrics form movie Teesri Kasam ( 1966 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Haay Gazab Kahin Taara Toota . This awesome song directed by Shankar Jai Kishan.


singer: aasha bhonsle

haay gazab kahin taaraa toota
loota re loota mere sainyaa ne loota

pahela taara atariyaa pe toota - 2
daanton tale main ne daabaa anguuthaa - 2
loota re loota, saanwariya ne loota
haay gazab kahin taaraa toota

doosra taaraa bajariyaa men toota - 2
dekhaa hai sabane meraa damaan chhoota - 2
lootaa re lootaa, sipahyaa ne loota
haay gazab kahin taaraa toota

teesraa taaraa phool bagiyaa men toota - 2
phoolon se poochhe koi hai kaun jhoothha - 2
loota re lootaa, darogaa ne loota
haay gazab kahin taaraa toota

******************************************************


Haay Gazab Kahin Taara Toota - Song Info.

Teesri Kasam ( 1966 )
Singer:
Music Directors: Shankar Jai Kishan
Lyricists:
 Random