Nukataachin Hai Gham-e-dil Lyrics

Are you looking for Nukataachin Hai Gham-e-dil lyrics form movie Mirza Ghalib ( 1954 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Nukataachin Hai Gham-e-dil . This awesome song directed by Ghulam Mohammad.


singer: suraiyya

nuktaachin hai, gham-e-dil us ko sunaaye na bane
us ko sunaaye na bane
kya bane baat jahaan, baat banaaye na bane
nuktaachin hai, gham-e-dil..............

ghair phirata hai lie yun tere khat ko ki agar
koi poochhe ki ye kya hai, to chhupaaye na bane
nuktaachin hai, gham-e-dil..............

main bulaata to hun us ko magar ae jazba-e-dil
us pe ban jaaye kuchh aisi ki bin aaye na bane nuktaachin hai, gham-e-dil..............

ishq par zor nahin, hai ye vo aatish 'ghalib'
ki lagaaye na lage aur bujhaaye na bane
nuktaachin hai, gham-e-dil..............

****************************************


Nukataachin Hai Gham-e-dil - Song Info.

Mirza Ghalib ( 1954 )
Singer:
Music Directors: Ghulam Mohammad
Lyricists:
 Ghazals